शनिवार, 16 नवंबर 2019

How to Install Disque commenting system in Blogger .



Hii friends swagat hai apaka hamare is naye post me aaj ham baat karane wale hai commenting system ke baare me .aap apane website par disqus commenting system ko kese add kar sakate hai .agar aap bhi apane website par best commenting system ko install karana chhate hai to aap is post ko lagatar padate rahiye . 


How to Install Disque commenting system in Blogger .
How to Install Disque commenting system in Blogger .


Commenting system keya hai ?

Dosto jab bhi ham apane website par koi bhi post publish karate hai to usme ham apane user ko uska feedback paane ke liye ek commenting forum dete hai jisme user apane feedback hame bata sakta hai .use hi commenting system kahate hai .

Disque commenting system keya hai ?

To chaliye ab ham janate hai ki Disque Commenting system keya hai .dosto disque commenting system ek bahut hi achaa aur user friendly commenting system hai .yah commenting system website ko ek professional look deta hai .aur user experience ko badata hai .jisase user bahut hi asani se apane feed back ya  comment likha sakata hai.

Disque commenting system ko Blogger me kese add kare ?

To chaliye ab ham janate hai ki aap kese apane website me Disque commenting system ko add ya install kar sakte hai .aap niche diye gaye sabhi steps ko follow karate rahiye .


 ⏩sabse pahale aap Disqus.com ko open kijiye .



 ⏩Uske baad apako DISQUS.com par apako SIGN up karlena hai .


⏩SIGN up karane ke baad aapke samne kuch esa page khul jayega jisme aap ko 2 no. wala option ko select karana hai ."i want to install Disque on my site " par click kare .

⏩uske baad aapke samne ek page khulege jisme aap apne website ka naam fill kar de aur apane website ki cateari ko select kar le uske baad aap creat site par click kare .

⏩uske baad aap plane select karne ke liye ek naya page open khul jayega . ab aap niche scroll karke BASIC par click kare .


⏩ab apake paas ek page open hoga jisme bahut saare blogging plateform ke icon aayenge .usme se aap apane blogging plsteform ko select kare .


⏩uske baad apke samne ek naya page open hoga jisme apako kuch nahi karana hai usme aap sirf CONFIGURE par click kare .uske baad apake samne kuck ek esa naya page open hoga usme aap sabhi ko as according fill kar de .

⏩uske baad complete setup par click kar de .

⏩uske baad aap next page par aa jayenge usme aap DISMISS SETUP  par click kar de .ab aap sidha dashboard par click kar de . ab apake website me DISQUS comment box add ho chuka hai .


To dosto yah tha ek post jisme hamane jana ki aakhir kaar kese aap aapne wesbite me DISQUS commneting system ko install kar sakte hai .to aapko yah blog post kesa laga hame commnet box me jarur baatye .aur aap ise social media par bhi share kar sakte hai .taki dusre bloggers ki bhi help ho sake .

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें