मंगलवार, 9 अप्रैल 2019

how to rank website in google in first page in hindi

how to rank website in google first page.

hii friends  aaj ham baat karne wale hai blogger ke ek important topic ke baare me jiska naam hai search engine optimaization {seo}.seo ek bahut hi important tool hai kisi bhi website ko google me rank karne ke liye .to aap is article ko padate rahiye aaj ham baat karne wale hai ki google ke first page par rank kese kare .how to rank website in google first page.
seo- how to rank on google first page
seo- google first page
Ek succesfuul blogger banane ke liye apako seo to karana hi padata hai. agar aap apane website ka seo achhe se karenge to google ke first page par rank karane ke chances bahut jayada hai .
seo- how to rank on google first page
seo- how to rank on google first page 

top 10 tips to rank in google first page

1.apaki site ka navigation achi honi chahiye :- friends sabase pahale apaki website ki navigation achii honi chahiye . agar apapki website ki navigation achi hai to user kahi se kahi easly jaa sakata hai jisase user ka website par achaa impraison jaat hai .

2.aap apane site ke post ke liye achi keyword research kijiy ;- friends apapki website google par rank tabhi karegi agar apaki website ka seo achaa hai aur  blog ke liye keyword dudna ek achaase seo hai .isase apaki website google par easily rank karegi .

3.blog post ke image par alt tag jarur dale:- friends hame to yah malum hai ki google images ko nahi pad sakata hai to  hame apane post me lage sabhi images me alt tag lagana chahiye taki google alt tag se asani se malum kar sake ki images kis baare me hai .

4.aap apane website ki speed ko improve kare.:- friends agar hame apane website ko google me rank karwani hai to hame apani website ki speed ko increase karana padega .

5.aap apane website ko mobile friendly kare:- ham sab yah janate hai ki india me jayadatar searches mobile se hote hai  aur mobile friendly sites ko jayada important deta hai aur searches me upar rakhata hai .to agar hamare website mobilr friendly hai tabhi wo searches result me upar aa sakata hai .to ahme mobile friendly  theme ko install karana chahiye 

6.image optimize jarur kare:- agar images ki baat kare to hame apane website me optimaiz jarur karana chahiye .nahi to google me ye images load hone me kafi time leta hai keyo ki hamare images ki size bahut jayada hoti hai.

7. keyword stuffing na kare :- friends ham sab me se  bahut log apane blog ko rank karane ke liye keyword ko stuff karane lagate hai yani ki inusally keyword palce kar dete hai .jisase hamari site par bahut negative impact padata hai .to ahme keyword stuffing nahi karani cahhiye.

8.hight quality backlinks banaye :-  agar ham apane website ko rank karana chahate hai to hame high quality backlinks bananne chahiye .keyoki backlinks bananne se ahme bahut jayada traffic milata hai jisase hamre blog ko search  me aane ke chances jayada ho jate hai .

9.short url's likae :-haamre blog ke post ka search me top par aane ke ek aur karan hai ki url ka chota hona .agar url chota hai to hame bahut hi jaldi hamamra post google me rank karane lagata hai .

10.quality aur unike content kikhe:- ab aata hai ek  bahut hi jaruri baat .quality aur unike content .friends ham sab  me se bahut hi blogger usi topic par blog likhane lag jaate hai jis topic par alredy million of blogs hai .jese ki gar aap google par search kaarte hai ki " what is blogger " to apako millions search result mil jaat ahi .wo bhi kucj seconds me . sayad har blogger ne is topic par blog likha hai .to aap khud sochiye ki apaka blog kese rank akrega un topics par jo already hai .to apako koi unike content ko likhana hai jisase wo asani se rank hone lag jaaye .aur wo content quality honi chaiye. 

how to increase visitars in the website

umid hai apako yah blog pasand aya hoga agar apaako yah blog pasand aaya hai to aap ise socil media par share kar sakte hai .agar apaak koi bhi dought hai to aap comment kar sakate hai .



कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें