शुक्रवार, 5 अप्रैल 2019

Eligibility requirements for AdSense in hindi

Eligibility requirements for AdSense in hindi


hii friends aaj ham sab blog banate hai .us par article likhate hai.lekin mukil aati hai tab jab ham google adsense ke liye apply karte hai.tab adsense se veification nahi mil pata hai.iska karan ho sakata hai hamari website me to aaj ham baat karane wale hai ki ham kis tarh ke changes kar sakate hai apani website me jisase hame adsense ka approvabl jaldi mil jaye .to aap is blog ko padate rahiye aaj ham janane wale hai ki kese ham eligibility requirements for adsense in hindi .
adsense approval requirements
adsense approval requirements



1. aap ki website par jo bhi content ho wo content aapaki  honi chahiye aur original honi chahiye .yani ki wo content copy past nahi honi chiye nahi to apaki website kabhi bhi adsense me approve nahi hoga .

2.aap ka jo bhi content hai op content google ke adsense ke program policy ko follow karna chahiye.agar apaka koi bhi content google ke gudlinrs ko violet karata hai to aapko adsense approval nahi milega .


3.agar aap 18 years se jayada hai to hi aap google adsense ke liye apply kar sakate hai .agar aap 18 years se kam hai to aap apane parents ke google account se adsense me appaly kar sakate hai.

4. friends hame apane blog ko google adsense me apply karane se pahale hame apane site ko achee ne custamize kar lena chahiye .taki hame google adsense ka approval jaldi mil jaaye .

5. hame apane blog/ website me navigation ko free rakhana chahiye .jese agar koi user hamare blog ya website me aata hai  to  wo ache se aur free se website me navigate karna chahiye .jisase website ka user par achaa imprasion jaata hai .

6. hame  adsense me apply karane se pahale ek custom domine lena chahiye jo ki TLD{ top level domine ho } jese .com, , in . biz, .net .
agar ham  sub domine jese .bolgspot.com  ya .wordpress.com se apply kare to hamara request reject bhi ho sakata hai .

7. hame apane blog me kuch pages bhi banana chahiye jese about us, contect us , privacy poilcy and terms and conditions .agar hamare blog me  ye pages hai tabhi hame adsense ka approval milega.

8. apake blog me jo articles hai wo user friendly hone chhiye .yani ki aapne apane blog me jo article likha hai wo user ke liye fayendemand hone chahiye  keyoki adsense bhi user experience ki hisaab se hi approval deta hai .

9. apake blog me sufficient cintent hone chhiye yani ki jo content hai wokahi se bhi copyrighted nahi hone chhiye .aur images ya videos bhi copyrighted nahi hone chahiye.

10.apaka site  google webmaster ya google search councle me submitt honi chiye  aur apaka website google websmaster ka guidlines ko follow karana chahiye .


adsense ka program policy ko aap is link par jaakar pad sakate hai .adsense program policy

ummid hai apako yah blog pasand aai hai agar apapko yah blog pasand aaya hai to aap is blog ko social media par share kijiye aur apako koi bhi dought hai to aap comment kar sakate hai .


कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें